title:

Samsung Mobile Hanging Problem

(Post creation time:  

5 years ago

)

607 Views

M

Me_Mallikarjun

Active Level 1

last edited

 

5 years ago

 

in

 
Samsung mobile bachpan se use karta hoo main 3 saal se use karna chod diya kyuki dusare company ka mobile use Kar raha tha to Maine abhi 3 month pehle Samsung m11 ka mobile Liya 2 months achha performance diya kuch bhi problem nhi aaya ab bahot dikkat ho rahi hain  mobile bahot hang maar raha hain display touch problem ho raha hain touching kaam nhi Kar raha hain Samsung ko eska problem solve Karna hoga ram rom only 1.6 gb use hain memory only 7 gb use hain backing Sab empty hain fir bhi display touch hang ho raha hain Samsung ke sabhi product hang karte hain Samsung ke konse bhi product kaise buy karne ka aisa hoova to muze ye post type karte samai bahot dikkat hoovi touch nhi hoova to lock karke fir unlock karna pada Dyan de sab Samsung hanging problem ko please