title:
S24 Ultra Pre Order gift Buds 2 Pro
(Post creation time:
03-22-2024 05:47 AM
)
5227 Views
Related Content
Pre order gift S23 Ultra
in Galaxy S 06-24-2023 09:06 AM
Any News about Galaxy buds 2 pro with pre order of S24 ultra?
in Galaxy S 03-3-2024 08:44 PM
Pre order of Samsung Galaxy s24 ultra
in Galaxy S 02-27-2024 09:00 PM
S22 Ultra Pre Order Gift
in Promotions 04-19-2022 03:40 PM
S22 ultra Pre order Gift
in Galaxy S 04-10-2022 07:15 PM
Bilalflex
Active Level 2
03-22-2024 05:57 AM
in
And heating issue hai phone mei?
0 likes
whbqmr
Active Level 3
03-22-2024 07:30 AM
in
0 likes
MiaNSaaB007
Active Level 7
03-22-2024 09:09 AM
in
Not Exynos...
Exynos Processor Samsung ke just 2 Variats mein available hai
S24 or S24 Plus mein.
Pakistan mein S24 Variat hi milay ga S24 Plus variant Pakistan 🇵🇰 mein Available nahin hai.
S24 Plus America 🇺🇸 or Forien Countries mein available hai...
DATAkahan
Active Level 1
09-23-2026 09:34 PM
in
0 likes
Introvert_
Active Level 1
03-22-2024 05:58 AM
in
0 likes
Faiz7749
Active Level 4
03-22-2024 06:01 AM
in
It will take 2-4 weeks to appear.
nawazjafri
Active Level 2
03-22-2024 06:38 AM
in
0 likes
nawazjafri
Active Level 2
03-22-2024 06:39 AM
in
0 likes
MiaNSaaB007
Active Level 7
03-22-2024 06:18 AM
in
Wah kya sound hai...
I love it..
1 Indian YouTuber ke kehne ki tarha
keh
1 chumah 💋 tu bnta hai bhai...
Uuummmaaah...
0 likes
nawazjafri
Active Level 2
03-22-2024 06:46 AM
in
0 likes
MiaNSaaB007
Active Level 7
03-22-2024 06:53 AM
in
AliMehdi2742
Active Level 1
03-22-2024 07:08 AM
in
0 likes
AliMehdi2742
Active Level 1
03-22-2024 09:36 AM
in
MiaNSaaB007
Active Level 7
03-22-2024 09:47 AM
in
Ap ki or meri thinking same hai.
Mein bhi call recording feature ki wajah se hi S23 Ultra NON PTA Variant wala mobile hi like kar raha tha..
Ab yeh feature non PTA mobile mein aata hai tu ab kya karain...
Ab yahan 2 batain hain...
Non PTA ke har mobile mein ap ko Call Recording feature nahin milay ga yeh bhi ap ki kismat hai keh ap jo NON PTA mobile mangwa rhay hain us mein built-in Call Recording feature aata hai ya nahin...
Non PTA ke aksar mobiles mein Call Recording Feature aata bhi ha or Aksar mein nahin bhi aata hai...
Yeh tu ap ki luck pay depend karta hai...
Last year jab 23 Ultra launch hua tha tab me ne bhi us mein Call Recording feature dekha tha us ki wajah se bhi mujhe S23 Ultra mein dil-chaspi barhi thi.
Par ab NON PTA sirf 1 feature ke liye lain aik tu cost zyada upper se non PTA ko PTA karwane par Tax...
Es liye yehi S24 Ultra Pakistani Variant hi Purchased kar liya...
Yahan ap ko 1 mazay ki bat bata dun keh S24 Ultra mein bhi 1 File Download hoti hai us ko Download kar ke installed karne par bhi ap ke mobile mein Call Recording feature enable ho jata hai...
Call Recording feature Pakistan mein PTA ki taraf se banned hai warna tu aksar Countries mein yeh feature available hai...
India mein bhi Call Recording feature available hai...
Or I think Indian Version wali File Download kar ke installed karne par yeh feature enabled ho jata hai...
Me ne YouTube par bhi aik video dekhi thi us ne bhi yeh kaha tha keh ap ne agar Call Recording feature ON karwana hai tu Kisi bhi Mobile Software wale ke pass ja ke us ko kahain woh ap ko yeh feature On kar ke day day ga...
Agar us ko samjh na aye tu meri yeh video us ko dikha dain...
I think es feature ko On karne ke bhi Charges hain free nahin kar ke day ga koi...
Me ne S23 Ultra jo Pakistani variant hai us mein bhi esi method se Call Recording Feature enable kiya hua dekha hai...
cycxz
Active Level 6
10-26-2026 02:47 PM
in
0 likes
KingsAthi
Beginner Level 2
03-22-2024 07:27 AM
in
0 likes
Faiz7749
Active Level 4
03-22-2024 07:39 AM
in
0 likes
KingsAthi
Beginner Level 2
03-22-2024 07:41 AM
in
0 likes
Okasha-Hafeez
Active Level 2
03-22-2024 09:25 AM
in
Parshan na hon wo just pre booking mein tha mje b 430 ka mila tha in pre booking and wait of 1 month.
Wesy market mn price zyada hy due to huge demand.
0 likes
Pasha89
Beginner Level 2
03-22-2024 07:51 AM
in
0 likes
Seziii
Active Level 1
03-22-2024 08:03 AM
in
0 likes
Faiz7749
Active Level 4
03-22-2024 08:04 AM
in
0 likes
Seziii
Active Level 1
03-22-2024 08:07 AM
in
DrSadaf
Active Level 1
03-22-2024 06:35 PM
in
Faiz7749
Active Level 4
03-23-2024 04:45 AM
in
But alternatively, you can also turn off few features that drain battery.
0 likes
DrSadaf
Active Level 1
03-24-2024 05:54 AM
in