title:

Power saving Option

(Post creation time:  

08-15-2026 02:07 PM

)

277 Views

C

CHOUDHRYARAIN134

Active Level 8

last edited

 

08-15-2026 02:07 PM

 

in

 
Samsung may power saving options say koi faida hota hai 
Comments may btao 
    • I

      Irfan369

      Expert Level 5

      08-15-2026 02:22 PM

       

      in

       
      Yes battery zeyada chalti hai power saving on karney se👏🙏❤😊

      0 likes

      I

      Irfan369

      Expert Level 5

      08-15-2026 02:27 PM

       

      in

       
      Nahi

      0 likes

      M

      madara4me

      Active Level 5

      08-15-2026 03:47 PM

       

      in

       
      Irfan bhai apne to chodhry ko acha suna diya😂
      I

      Irfan369

      Expert Level 5

      08-15-2026 06:53 PM

       

      in

       
      😂

      0 likes

    • L

      luciferhamza

      Active Level 8

      08-15-2026 02:23 PM

       

      in

       
      overnight pe power saving mode on karke so jao to bahut faida hai agar use karte hue isko on rakha to nuqsan hai kyunki isse background syncing ruk jati hai notifications time pe nahi aate. apps sync nahi karti aur cpu ki speed 70% pe aa jati hai yani cpu 100% mein se sirf 70% kaam karta hai aur isse lagging badh jati hai agar kuch downloading chal rahi ho to wo bhi slow pad jati hai
    • C

      CHOUDHRYARAIN134

      Active Level 8

      08-15-2026 02:26 PM

       

      in

       
      Is option ko off kr do phr theek hai 😌
    • C

      CHOUDHRYARAIN134

      Active Level 8

      08-15-2026 02:26 PM

       

      in

       
      Cpu waly ko
    • C

      CHOUDHRYARAIN134

      Active Level 8

      08-15-2026 02:27 PM

       

      in

       
      Kyu
      I

      Irfan369

      Expert Level 5

      08-15-2026 03:11 PM

       

      in

       
      Ok hamza bhai ab lagta hai usko 😂 samaj ah chuki hai 😂 ab yeh koi dusra banda aya hai es ko samaj nahi ayi 😂 es ko mein samajao ya ap hud he samajao gaye 😂 bata do hamza bhai👏🙏❤😊
      L

      luciferhamza

      Active Level 8

      08-15-2026 03:16 PM

       

      in

       
      jane dein yeh log abhi mazey le rahe hain. apne ek dafa solution bata diya uske baad baat hi khatam ho jati hai
      I

      Irfan369

      Expert Level 5

      08-15-2026 03:45 PM

       

      in

       
      Ok hamza bhai 👏🙏❤😊
    • S

      Sameer280

      Active Level 3

      08-15-2026 03:02 PM

       

      in

       
      Processor per 70% ke limit lg jate by default