title:

One ui7 vs iOS 19

(Post creation time:  

2 years ago

)

215 Views

J

JPMAAN

Active Level 5

last edited

 

2 years ago

 

in

 
Sharmsung walo ne abhi tak one ui 7 ni diya or apple walo ne notification jari kar diya hai 9 june ko iOS 19 ka beta version jari karne ka. Or September me stable version rollout karne ka. Or ek hum hai pichle 3 mahine se one ui 7 ka wait kar rahe hai.